Viraan sa samandar


Viraan sa hai ye samandar...
Kuchh tanha main bhi hoon, 
Kuchh tu bhi hai!
Intezar mein dhal rahi hai shaam...
Kuchh door main bhi hoon,
Kuchh tu bhi hai!


Comments

Popular Posts