Zindagi

Khamoshi ke silvato mein
Kahin uljhi hai zindagi,
Apne hi aap se joojhkar
Fir suljhi hai zindagi...
Hum to bas dekhte hi reh gaye,
Chupke se aayi
Aur nikal gayi zindagi!

Comments

Popular Posts