Ghadi
Kyun yeh ghadi aaj kuchh,
Jaldbaaz si lag rahi hai?
Apne aap se bhagne ki
Bekaar koshish men lagi hai!
Apne hi aakdo mein ulajhkar
Apne aap se maat khane lagi hai...
Koi samjhao ise, aaina dikhao ise -
Khudko hi ajnabi si lagne lagi hai!
Jaldbaaz si lag rahi hai?
Apne aap se bhagne ki
Bekaar koshish men lagi hai!
Apne hi aakdo mein ulajhkar
Apne aap se maat khane lagi hai...
Koi samjhao ise, aaina dikhao ise -
Khudko hi ajnabi si lagne lagi hai!
Comments
Post a Comment