Boondein

Barsaat ki is raat ke sannate mein
Boondon ki awaaz goonjti hai
Takiye mein simat jati hain yaadein
Kuchh aur hi boondein banke

Comments

Popular Posts