Apni si ban jane de na

Lamho ke silvaton mein
Chhupi hui hai meri hansi
Teri karwaton ki gehraiyon mein
Simti hui hai meri hansi
Qaid kyun kar rakha hai ise?
Chehek ke ud jane de na...
Har shart nibha dungi
Apni si ban jane de na...

Comments

Popular Posts