Samandar ka Shor

Yeh soch ke baithe the

Samandar ke kinare hum,

Ki leheron ke shor mein

Rooh ka shor dab jayega...

Rooh to maani nahi kambakht!

Dil bhi, jo kal tak samajhdar tha -

Ab batameezi kar raha hai!

Comments

Popular Posts