Sheher

Sheher ke is shor se ab
Mann bharne sa lagta hai...
Sahil ki ret ka har tinka
Band mutthi se chhootne lagta hai...
Kshitij pe dikhta hai antriksh faila hua -
Sagar ke us paar ud jane ko
Mann bekarar sa lagta hai!

Comments

Popular Posts